Blogger tips
fully Guide You Need To Setup BlogSpot Domain Name In Hindi
dosto jaise ki pehle bhi aapko bataya tha custom domain name add karne ke bare me aur ye bhi bataya hai blogger me custom domain name kaise add kare iske liye article likhunga taki me chahata hoon ki mere audience ko Blogging se related puri jankari mile.
koi kaam me mere audience mere dost log na rukhe, custom domain name jarur add Karna hai Nahi to adsense approval Nahi milega domain name choose Karna bhi important hota kyon ke top lebel Ka domain add Karna hota hai domain name apki topic ke sath milna Chahiye.
Jo log is article me new hai unko me fir se ekbar batadu blogger ek eisa platform hai jahan aap free website bana sakte hai aur online paise kama sakte hai, agar apko pata Nahi hai to yahan click kare or read kare, to dosto chaliye batate hai ke domain name kaise setup karte hai, ye post ko step by step complete read kare Nahi to aapko samajh Nahi ayega aur ye most important hai ek new blogger ke liye.

domain name Kahan se buy kare low price
jaise ki hum jante hai blogger me free me website banane se hame ek subdomain milte hai aur wo . blogspot hai aur isse hame .com me redirect Karna hai ye bahot hi simple hota hai to chaliye is method carefully follow kare.
dosto sabse pehle Hame domain (.com) name kharid na padega, agar aap blogger se buy a domain me click Karke kharid lete hai to puri kaam clear ho jayega, lekin blogger se domain kharidne par 860 rupees pay Karna padhega, same domain aap kisi different website se kharid te hai toh 200 se 500 me buy Kar sakte hai.

ye website list se low price me domain buy kare|
ye Kuch popular website Ka list hai low price me domain name sell karte hai.
GoDaddy India me popular hai isse domain name kharid ne mere hisab se ziyada Bettar rahega.
how to setup custom domain name blogger
yahan hum baat karenge GoDaddy domain name ko connect Karne ki bare me, sathme ye ye bataunga ke dusri Kisi bhi website se buy Kiya hua domain name ko kaise add karte hai iske bare, domain setup karna same prosses hote hai chahe wo domain Kisi website Ka kyon na ho.
also read:-blogger blog me categories kaise add kare|
affiliate marketing se paise kamaye|
also read:-blogger blog me categories kaise add kare|
affiliate marketing se paise kamaye|
- blogger dashboard me jaye|
- go to settings>> basic par jaye|
- + Set up a third-party URL for your blog par click kare|
- www. enter kare aur domain name enter kare|
- image ko follow kare|
ab save par click kare|
save per click karne ke baad is Tarah Ka interface dikhega , jahan pe verify Karne ke liye bataya Jayega|
yahan pe aapko left me 2 codes aur right me 2 codes dikhega jo aapko verify karna hai, ek me name label aur host dusra me hai destination target or point to, ye alag website se kharid ne par alag alag Hoga, aap chahe toh niche diya hua article ko padh sakte hai, jahan bataya hai kaise domain name verify karte hai, Nahi to ye step follow kare|
isko abhi eisa hi rakhe| abhi me Jo bataungi wo sirf GoDaddy domain set Karne ke steps hogi.
- domain name settings (DNS) par jaye |
- add par click kare|
- CNAME par click kare|
ab ek hai host dusra hai point to |
- blogger me back aye.
- pehle host Ka ek code copy kare aur CNAME ME host me paste kare|
- point to Ka ek code copy kare CNAME me point to me jake add kare|
- same aur ekbar add kare or niche Ka 2 code add kare |
- save kare|
- domain register Karne ke liye 2 Baar CNAME add Karna padhta hai|
ab blogger me jake save Karne se aap Ka domain name verify ho Jayega aur 1 hours ke under redirect Kar Diya Jayega.
domain name register Karne Ka profit Kiya hai guide
blogger me domain name add Karne se dusra website ki Tarah apka blog website bhi achha website ke jaise ban Jate hai aur visitor bhi achha aane Ka chances badh Jate hai, main Jo reason or profit hota hai online earnings karne Ka blogger me agar aap blogspot domain name use karenge to aapko adsense ke guidelines ke hisab se six months se pahle aap adsense ke liye apply Nahi Kar sakte hai.
custom domain name register Karne par 3 se 4 days me apply kar sakte hai aagar apko pata Nahi hai ke Google AdSense se apply kaise kare niche click Karke padhe.
Google AdSense ke liye apply kaise kare
custom domain name register Karne par 3 se 4 days me apply kar sakte hai aagar apko pata Nahi hai ke Google AdSense se apply kaise kare niche click Karke padhe.
Google AdSense ke liye apply kaise kare
0 Comments:
Only Respectfully Comments Are Approved.