social media marketing
Tips in hindi
Location Ko Google Maps Me Kyu Aur Kaise Dale?
How to add a place on Google map.
Kisi Bhi Jagah ke Location Ko Google Maps Me Kyu Aur Kaise Dale?
Dosto Google map bahot hi popular hai Dunia me , yahan pe aap koi bhi location search Karne se mil jata hai
Lekin agar aap aapne Ghar ya dukan ka location Google map me submit Karna chahte hai to is article ko padhe.
namaskar Mera name hai Hasiba.
Blogger se paisa kaise kamaye
Kisi Bhi Jagah ke Location Ko Google Maps Me Kyu Aur Kaise Dale?
Dosto sabse pehle map ko open Karna hai
Uske baad upar left side me three lines Ka icon me click Karna hai .
Uske baad satellite mode Kar dena hai
WhatsApp ko fake number me kaise use kare
Fir niche scroll down Karke add a missing place par click karna hai.
Dark web deep web Kiya hai yea jaane
Location kaise Submit kare.
Friends yahan pe aapko puri from ko filled Karna hai aur below Diye gaye kuch important steps ko follow Karna hai.
Step 1.
Place name jagah Ka naam dalna hai
Step 2.
Street address Jo Gali Ka number hota hai usko dalna hai
Step 3.
Categories aapka home hai na shop hai koi dusra business hai wow choose kare
Online paisa kamane Ka genuine tarika Kiya hai
Step 4.
Select day and hours agar aapki dukan hai toh kon sa din chutti hai wow select kare
Step 5.
Mark on map Agar aap use location se add Kar rahe hai to location ko mark Kar lijiye
WhatsApp gold virus attract 2019
Step 6.
Primary phone number apna phone number type Kar dijiye
Step 6.
Official website agar aapki koi website hai to Dal dijiye Nahi to koi BAAT Nahi
Step 7.
Date today date type kar dijiye
Aur last me Ghar ya dukan ka photo shoot Karke add Kar dijiye aur upar left side add a place Likha hai aur right side ek send ka icon dikhega usko dabake send Kar dijiye.
Ab aapka location place Google maps me submit ho chuka hai.
Final Words: Watch This Video Better Response
Dosto agar aapko yea article achha lage to social media me share kare.
0 Comments:
Only Respectfully Comments Are Approved.