AdSense
Why Not Showing AdSense Ads In Hindi? Reason And Solution - Helpforhindi
Dosto swagat Hai apko hamare helpful blog me today is post me hum BAAT Karenge Google AdSense ads Kyu show nahin karega 21 September ke baad aur iska solutions bhi bataunga aap Lok ko Kya Karna hai.
image source = hindisoch By Pawan Kumar |
Google AdSense Ads Kyu Show Nahi Ho Raha Hai? AdSense (New Update)
dosto jaise ki Jo beginners Blogger hai Jo is field me naye aye huye hai wo sabhi log hairan ho Gaye hai Kyu ki achanak se unke blogger ya website me koi bhi AdSense ads show nahi Kar Raha hai, aisi paristithi me Mujhe aisa laga ki aap logo ko Thoda SA help Karna bahat hi Jaruri hai, ye kaise hua aur Kyu, dekhiye sabhi Lok Chahte hai Acha se Paise kamne ke liye, jish Tarah aap Apne blog par dhyan dete ho thik waise hi apna AdSense account par focus Karni chahiye, tabhi Sahi tarike se pata chalega Google ne advertising ke liye new update Kuch Diya hai ya nahi, hi Haan dosto haal me 9 August 2019 ko Google AdSense ki official page pe ek update Diya Gaya hai yahan click kare aur read kare , ye aap image me Dekh chuke honge. Uske baad 2nd update 13 September lagu hua isse Bhi padhe, ye har ek Blogger ke liye important chiz hai.
Why Not Showing AdSense Ads After 21 September
friends aab me tumhe ye bataunga isme apko Kiya improvement Karne ke liye Google ne Kaha hai, AdSense ki official blog post me bataya hai aap Apne site par jitni bhi old advertisement and unit use kiye hai 15 September se pehle sabhi ko remove ya replacement Kar dijiye, Nahi to wo automatically hat Jayega aur ads show nahi Karega, matlab all code ko hatakar Naya ad unit create Karke laga na Hoga tabhi apko fir se advertising approval Hogi, inhone ye bhi kahe hai after 21 August humne responsive ad unit me Kuch changes ki hai taki desktop me ek badhiya tarike ki ads show kare, kyon ki computer me Hamesha small size dekhata hai isliye,
YouTube se paise kaise kamaye?
Google AdWords Kiya hai?
Amazon, Flipkart se paise kaise kamaye?
what is Google AdSense in Hindi
blogger se paise kaise kamaye?
Facebook se paise kaise kamaye?
IRCTC account kaise banaye?
Google map par apna location submit kare
fake number me Whatsapp Kaise Kare?
conclusion.....
hey guys I hope all visitor ko understanding ho chuka hoga, bilkul Sahi or genuine tarike se AdSense ke latest update as unit improvement ke bare me bataya hai aur sath hi solved Karne ke liye guidelines ko follow kare ads jarur dikhega, I think is article ko filal kahatm Karna padega, thanks for visit, good bye___ have a nice day.
0 Comments:
Only Respectfully Comments Are Approved.