Sabhi Mobile Phone Ka Lock Kaise Hataye? Unlock Any Mobile Best 3 Methods
Headlines
Loading...
Sabhi Mobile Phone Ka Lock Kaise Hataye? Unlock Any Mobile Best 3 Methods

Sabhi Mobile Phone Ka Lock Kaise Hataye? Unlock Any Mobile Best 3 Methods

Hello guys aaj ki post mein aap logon ko batana wala Hoon kisi bhi Android smartphone ki password Unlock kaise kare is topic ke baare me, So let's get started.
Mobile Phone Password Remove

Sabhi Mobile Phone Ka Lock Kaise Hataye? Unlock Any Mobile password 3 different methods

 Dosto Aaj Kal lagbhag sabhi users Android phone Istemal karte hai. Kyu ki Android device bahat hi easy aur user friendly hote hai, kisi bhi mobile systems me sabse zyada baat hote hai security aur safety ko lekar, is Liye sabhi Lok apne phone pin, pattern aur password jaise lock ko use karte hai, agar aap aisi koi Mobile Ke pass code bhul jaate hai, to aap unlock nahi Kar paate hai, isliye main aaj apko is article Ke madhyam se sikhaunga lock Kaise todte hai.






How to unlock password missing phone without laptop, pc in Hindi

Basically kisi bhi Android phones ke lock hatane Ke liye 3 steps hote hai, Main chahata hoon ki post ko aap carefully read kijiye uske baad hi apply kare.  Pehla step me Apko kahi bhi jaane ki zaroorat nahi hai, apne Ghar se Kar payenege, laptops aur computer nahi chahiye. Apne phone ko switch off kare, ab power button aur volume Up button ko ek sath press kare. Jaise power on hoga to sirf power switch ko chod ke volume ko 5 second pakad Ke rakhne se device Recovery Mode me Chala Jayega, Uske Baad Wipe Data/Factory Reset ko select kare or yes Kar dijiye, apke phone reset ho Jayega.

Note: koi bhi phone recovery mode me jaane Baad volume button upar niche Karne Karne kaam karega, aur power switch ok Karne Ke liye work karta hai. Koi koi Mobile par volume down+power button ho sakte hai. 





Smartphone Ko Unlock Karne Ke Liye 2 Extra Methods Using Laptop

Laptop aur computer se phone ko unlock Kaise kare


2nd step: me Apko laptop ya fir computer ki jaroorat padega, isme hum baat karenge Android phones ko Flashing karke bhi aap apna lock hata sakte hai. Generally iske liye phone Ke model number Ke hisab se Flash File download karna padega aur USB driver se mobile ko fastboot me USB cable se connect karke unlock Kar payenege, firmwarefile.com No1 Website Jahan se app every phones ki flash File Download Kar sakenge. Android smartphone ko fastboot mode me Karne ke liye Volume Up+Download+power button ek sath Hold karna padega.




ISP Pinout Ke Through Smartphone password remove Kaise kare?

Remove Android Mobile Lock Through ISP Pin Out


 3rd Step: bahat Hi hardworking hoga iske liye Apko knowledge hona chahiye nahi to apki ek galati se phone Dead ho sakte hai. Isme aap UMT dongle aur UFI box ki madat se unlock Kar sakenge. Smartphone ko open kare Board IC me kuch areas jumper karna padega usme power aane par phone Ka lock khul jata hai, isme data loss nahi hota hai. 

Conclusion:

 Hey guys I hope aap logo ki samajme agaya hoga kisi bhi phone ko unlock Karne Ke baare me is post me Puri tarike se cover kiya hai process ko samjha ne ki, agar ye post apke liye helpful ho to support kijiye aur online se Jude kisi bhi jankari Ke liye Comment kare, Aap chaho toh Social media pages me ja Kar follow Kar sakte ho.
                        Thanks for visiting.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

0 Comments:

Only Respectfully Comments Are Approved.