What is Google AdSense in Hindi
Headlines
Loading...

Google  AdSense Kiya hai

What is Google AdSense in Hindi

Google Adsense Kya Hai Kaam Kaise Karta Hai Aur Isse Kamai Kaise Hoti Hai, Main Adsense Se Paise Kaise Kama Sakta hu or Kitne Kama Sakta Hu? Aaj main aapko iske bare me details se btaunga. Agar aapko abhi tak google adsense ke bare me puri jankari nahi hai to is post ko padhne ke bad aapko adsense ke bare me sabkuch malum ho jayega or aapke pas google adsense ki full information hogi. Adsense se earning karne se pahle aapko adsense kya hai or ye work akise karta hai ke bare me achhe se jan lena chahiye taki aap ise sahi se use kar sako or paise kama sakte hai.

Online paisa kamane ke liye ise padhe


What is a Google Adsense, How Does it Work and How Can I Earn from Adsense? is sawal ka jawab har wo internet user janna chahata hai jise internet se kamayi karni ho magar is bare me aapko internet par bahut kam jankari milegi. Isiliye aaj main is topic par likh raha hu taki newbie adsense publisher ko problem na ho or wo adsense ka sahi se istemal kar sake.

Blogger se paisa kaise kamaye

Agar aap blogging ya online world me new ho to aapne google adsense ke bare me jarur suna hoga ya aapne apni favorite website par adsense ads jarur dekhe honge. Internet se earning karne ka ye most popular program hai. Aaj main aapki isi ke bare me detail se btane wala hu ki google adsense kya hai or work kaise karta hai.
Isi liye main aap sabhi ko suggest karunga ki aap adsense ka istemal karne se pahle iske bare me achhe se jaan le ki ye kya hai, work kaise karta hai or isse income kaise hoti hai? Google adsense hume paise kyu deta hai or kisliye deta hai? In sabhi sawalo ke jawab aapko isi article me mil jayenge aap bas ise carefully read kare or achhe se samajh le.





Main is post me aapko google adsense kya hai or ye kaam kaise karta hai ke alawa adsense se paise kamane ka tarika or adsense se kitne paise kama sakte hai ke bare me bhi bta raha hu. Aap post ko carefully read kare.

Dark web deep web Kiya hai ???

Google AdSense Kiya hai ?


Google adsense CPC (cost-per-click) advertisement program hai jise google ne banaya hai. Google adsense ke through adsense publisher ki website and blog par audience ko target kar automatic text, image and interactive media advertisements ads show karta hai.
AdSense ek world me sabse Badi advertisement company hai.

Google mostly sites content and audience ko target kar ads serve karta hai. Adsense publisher apni site ke pages and posts me add display kar earning kar sakte hai. Google adsense se aap per click and per impression revenue generate kar sakte ho.

Home/shop Ka location Google map me kaise dale ??

Ab aap sochoge ki jab google hume paisa deta hai to google ko paise kaun deta hai. Actually, google ko wo log paise dete hai jinhe apni company, product, website, business etc. ka promotion karna ho I mean advertiser google ko paymwent karte hai. Google us revenue me se 55% commission adsense publisher me bant deta hai or baki 45% commission apne pas rakhta hai.

For example, google content ads par 68% or search content par 51% revenue publisher ke sath share karta hai. Agar apa janna chahate hai ki adsense kitna percent revenue pulisher ke sath share karta hai to iski jankari ke liye aap AdSense revenue page par check Kar sakte hai.

Fake number me Whatsapp kaise banaye ?

Google adsense ke alawa media.net, bidvertiser, chitika, adnew etc. bahut sare program hai magar in sabhi me adsense sabse jyada pay karta hai or isi waja hse ye sabse jyada popular programs hai. Sabse jyada people isi ka istemal karte hai.

Adsense kaam kaise karta hai ?

Adsense cost per click kar kaam karta hai or per click publisher ko commission share karta hai.

Suppose kijiye main ek advertiser hu or aap ek adsense publisher hai or apni site par adsense ads display karte hai. Ab main apne product ko promote karne ke liye google adsense par ads serve karunga or uske liye google ko per click $5 pay karunga.

WhatsApp gold virus malware 2019

Ab jab aapki site par mere product ka ads show hoga or aapka koi user us ad par click karega to google mere diye $5 me se aapko 68% yani $3.4 dollar commission aapko share karega or baki 32% yani $1.6 commission apne pas rakh lega.

how to make money adsense ?

Humara tisra question hai adsense se kamai kaise hoti hai? Is bare me aap point 1 and 2 ko padh kar samajh gaye honge ki adsense se kamayi kaise hoti hai. Fir bhi agar aapko samajh nahi aaya hai to main aapko yaha details se bta deta hu.

Jiasa ki maine upar btaya hai ki google adsense 68% revenue adsense publisher ke pas share karta hai or baki 32% apne pas rakhta hai. Adsense cost per click yani CPC par kaam karta hai.

Ab agar aapko daily 500 ads  click mil jate hai or aapko google per click $0.50 pay karta hai to apaki CPC hogi $0.50 or 500 click se aapki earning hogi $250 dollar. Yani agar aap indian user hai to apako $250 ke 16,000+ rupees milenge lekin dollar price daily low high hote rehete hai.


Ab agar aap soch rahe hai ki adsense se kamaye gaye paise hume kaise milege to google wire transfer ke through direct aapke bank account me payment send karta hai. Google har mahine ki 21 tarikh ko payment send karta hai. Adsense se payout karne ke liye aapke adsense account me minimum $100 earning honi chahiye. Iski jyada jankari ke liye ye post read kare.

Adsense income ke liye kiya karna hai ?

Website ya blog banane ke bad aapko apni site par post likhni hai aap apne interest ke anusar kisi bhi topic par post likh sakte hai. Jab aapki site par daily 1000 to 2000 traffic aane alg jaye to aapko google adsense ke liye apply karna hoga. Iski jankari ke liye ye article read kare.

Adsense ke liye apply karne ke bad 1-2 week me aapka adsense account approve ho jayega uske bad aapko apni site par adsense ads lagane hai. Uske ba aapki site apr ads show hone lag jayenge or aapki earning start ho jayega.


Adsense se kitna earnings ho sakta hai ?


Agar aap soch rahe hai ki google adsense se kitne paise kama sakte hai to main aapko iske bare me bhi ta deta hu. Main is post ko jyada badi nahi karna chahata isiliye short me bta deta hu.

Google adsense kya hai isse aap kitna kama sakte ho ye aapke work points par depend karta hai yahan pe koi limit Nahi hai.

    Aapki site par traffic kitna hai
    Kis type ka or kis location se traffic milta hai
    Aap site par niche par content kaise  likhte ho

High paying keywords kaise use karte ho.


Dosto I hope ke aapko pata chal gaya Hoga AdSense ke baare me

Share social media



I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

1 टिप्पणी

Only Respectfully Comments Are Approved.