Blogger Template Ki Loading Speed Kaise Badhaye? Quick Method
Headlines
Loading...
Blogger Template Ki Loading Speed Kaise Badhaye? Quick Method

Blogger Template Ki Loading Speed Kaise Badhaye? Quick Method

hello guys kaise ho aap sab, asha Karta hoon achhe hi honge, toh dosto agar aap Blogging karte hai ya fir aap beginner blogger hai toh apko Humesha ek chiz Ka samna karna padega, wo hai blogger ya website ka loading speed slow ho jaate hai, bahot Der se open hote hai, isse user Apke blog ko read Nahi Karenge Q ki wo ITNA Time waste Nahi Karenge, toh dosto Aaj hum iss topic par cover Karenge kaise aap one click me within 5 minutes me Apne page Ka speed increase Kar sakte hai or aap Soch bhi Nahi sakte ke Aapka blog ITNA fast ho Jayega ye tricks bilkul AMP ki Tarah work Karta hai, isko use Karke aap Apne blogspot blog ko search engine me top results me la sakte hai.
Blogger Ki Loading Speed Kaise Badhaye | Quick Load  Blogspot template, speed up kaise kare

 Blogging me sab se pehla kaam hota hai blog ki speed check or badhana, Nahi to aap Kitna bhi achha article likhlo koi faida Nahi Hoga, slow loading hone ke wajah se humare unique traffic hai Uske upar asar padte hai, agar aap Apne blog website ko high speed banana chahte hai toh is post ko ek Baar jarur padhe.


blogger website ki speed slow Q hota hai

dosto ab baat karte hai ke blogger ITNA slow Q hote hai iske bare me, blogger ki design looks better Karne ke liye hum Kuch aisa gadgets or script add karte hai Jo ki bahot high quality ka hote hai, lekin aap dusre Kisi bhi blog ko check Karke dekhenge toh apko ye pata chalega ke Aapke blog me Jo gadgets add hai usse bhi ziyada widget dusre sites me available Hoga, lekin fir bhi unki blog/websites ki speed fast hai, apko pata Hoga agar koi bhi sites speed slow hote hai toh us site me aap Kitna bhi mehenat karlijie fir bhi wo rank Nahi karega, aap koi bhi ek topic ko search Karke check Karke dekhiye Google Yahoo bing search engine me first page me Jo rank show Hoga un sabhi sites Ka speed first Hoga ya toh AMP use Karta Hoga, waise to blogger me WordPress ki Tarah alag se koi plugging Nahi aata hai, isliye Jo beginner hai pareshan ho jate hai.


Blogger Blog Ko Speed up Kaise Kare – 5  minutes me 2022

Blogspot blog ki loading speed increase Karne ke liye sabse pehle aap niche diye Gaye Behetarin step ko follow kare.

  • blogger dashboard me Jake login kare.

  •  theme par Jake click kare .

  • Edit html par click kare. 

 ab Apke samne html code open hoga or apko <head> code apko samne mil Jayega,


  • ab niche diye gaye code ko copy kare,

<?php flush();?> 
 <head> ke niche paste kare or save theme par click kare.


ab Apne blog open Karke dekhiye 100% fast Hoga, aap chaho to speed check Kar sakte ho.

blogger blog ki speed Karne Ka Kiya faida hai

dosto jaisa ki aap sabhi jante ho Google me announcement Kiya tha agar aapki webpage mobile friendly or fast loading Nahi hai to unhone apki page ko top par Kabhi bhi Nahi show karega, Q ki Google Jo hai Apne users ko bor Nahi karna chahata hai, dosto ye article apko Puri internet par Nahi milega, agar apko ye jankari achha large toh Apne friends ke sath share jarur kare or koi sawal ho to comment karna na bhule, aap chaho to humare Facebook Instagram Twitter page par follow Kar sakte ho.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

2 टिप्‍पणियां

Only Respectfully Comments Are Approved.