dosto Apne blog ko customize karke design Karna bhi Blogging Ka ek important part hota hai kyon ke agar Aapke blog beautiful Nahi dikhega toh users matlab visitors ko achha Nahi lagega, aaj kal to population ki BAAT hota competition ki BAAT hota hai, me Chahta hoon ke Jo beginners Blogging Kar rahe unke bare me ek post likhna jaruri hai aur aapko pata chale ke blogger blog ko design kaise kare iske bare me.
sabse pehla baat ye hota hai ke design ke sath SEO friendly bhi Hona chahiye, agar bahot ziyada gadgets add karenge to aapka site Ka speed slow ho sakte hai, speed slow hone se apki site rank Nahi karega ye Google ki policy hai, ab apko ye batayenge ke blogger blog ko design Kaise karte hai or SEO friendly kaise banaye.
sabse pehla baat ye hota hai ke design ke sath SEO friendly bhi Hona chahiye, agar bahot ziyada gadgets add karenge to aapka site Ka speed slow ho sakte hai, speed slow hone se apki site rank Nahi karega ye Google ki policy hai, ab apko ye batayenge ke blogger blog ko design Kaise karte hai or SEO friendly kaise banaye.
blogger blog design Kaise kare most important guide
blogger blog ko design (customize) Karne ke liye Kuch simple sa prosses bataunga usko follow Karke aapne blog ko design Kar sakte hai aur Apne blog ko achha look se sakte hai, to chaliye steps by step BAAT karte hai Kiya Kiya add Karna jaruri hai blogger me.
- go to blogger dashboard>>layout par jaye|
- sidebar dikhega add a gadgets par click kare|
ab aapko 26 gadgets available milega lekin sab ko add Nahi Karna hai, jaise me Maine bataya hai blog me loading ziyada ho jayega isliye Jo aapko jaruri hai un gadgets ko add kare, SEO friendly use friendly gadgets Kiya Kiya hota iske bare janna padega.
blogger blog ko SEO friendly kaise banaye
blogger me important seo friendly gadgets Ka list niche follow kare, Kuch gadgets aisa hota hai Jo edit html karke add Karna padta hai jaise author profile add Karna inme se ek hai.
SEO friendly user friendly gadgets list
- labels - categories tags ke liye add kare|
- link list - ko aap social media link add karne ke liye add kare|
- popular posts - ko add Karne se post ke niche five se six post show hoga isse add kare|
- pages - ko add kare agar aap koi page banaya hai toh|
- follow by email - ko add Karna bahat important hota hai ye Aapke blog ko subscribe Karne karne ke liye hai|
- contact form - ko add Karna jaruri hai aapko contact Karne ke liye|
- Adsense - ko monetize Karne ke baad add kare|
blog ko AdSense se monetize kaise kare ?
ye gadgets jaruri hote hai blogger ke liye aur isse aapka page speed achha rahega.
blog ko design karne ki top 5 profit
blogger blog ho ya fir website design karne se achha dikhega, blogger blog ko design Karne ke liye sabse best template choose kare, agar Aapke paas Nahi hai toh niche comment kare, ab hum baat karenge blog ko design Karne Ka Faida (profit) Kiya hai iske bare me.
- design Kiya hua blog ko visitors jyada like karte hai|
- dusre se alag design Karne se users impressed ho Jate hai|
- Jo visitor aapki site me ayega design Achha hone se Kuch time rahega isse bounce rate badhega|
- blog Ka design beautiful hone se visitors ko pata bhi Nahi chalega ye blog hai ya website|
- apki blog ki best design hone se search engine aur audience dono ko pasand ayega jaldi rank karega|
This is a great inspiring article.I am pretty much pleased with your good work.You put really very helpful information. Keep it up. Keep blogging. Looking to reading your next post. dofollow blog comments
जवाब देंहटाएंThis is an awesome post. I am impressed with your work and skill. Thank you so much. WordPress development company in Chennai
जवाब देंहटाएं