blog Me Custom Redirect Error 404 Page Not Found Q / Kaise Setup Kare
Headlines
Loading...
blog Me Custom Redirect Error 404 Page Not Found Q / Kaise Setup Kare

blog Me Custom Redirect Error 404 Page Not Found Q / Kaise Setup Kare

dosto Aaj hum baat Karenge Blogger blog me error 404 (page not found) kya hota hai aur isko fix matlab setup kaise kiya jaa sakta hai. Waise to 404 page errorse website ki ranking par koi fark nhi padta  phir bhi inko fix krna jruri hota hai.
how to redirect error 404 page not found in Hindi? - blogger| error 404 ko fix kaise kare


404 Ka reason bahot Tarah ke hote hai, toh chaliye is post me hum sabse simple tarike se bataunga ke kaise aap isko fix Kar sakte hai, iske liye request hai article ko Puri last tak padhe.
blogger blog me dusre author invite kaise kare

error 404 Kiya hai 

Jab hum koi post apni site se delete kar dete hai ya kisi post ka url change kar dete hai tab usi post par 404 error aata hai. search engine par hamara wohi old url index hota hai aur jab koi visitor us url ke through hamari site par visit karega to 404 not found ka massage show hoga.
404 page se waise search ranking par to koi asar nahi padta but traffic par bahut bura asar padte hai. Agar traffic nahi aayega to hamari earnings par bhi iska asar dekha ja sakta hai. isliye 404 error ko fix jarur karna chahiye.
WordPress par plugin ki help se hum isko solve kar lete hai par blogger par koi plugin nhi hoti. Blogger blog par isko kaise fix krte hai ye aapko details se btata hun.
Blog Website Me 404 Page Not Found Ko sahi Karna Bahut  Jaruri Hai Isse Hamari Blog Ki Traffic To Kam Hoti Hai Par Isse Blog SEO Par Bhi Bura Prabhav Padata Hai Jo Ki Ek Blogger Ke Liye Acha Nahi Hai To Ab Aap Aapne Blog Website Me 404 Page Not Found Ko Kaise sahi Karenge Is Ke Bare Me Aapko Batata Hu.
show with label all post ko remove kaise kare


error 404 blog me kaise find kare

  • Sabse pahle aap Google Search Console ki site par jaye aur login kare.
  • Agar aapke 1 se jyada blog ya website hai to jis par error fix karna ho wo choose kre.
  • Uske baad Crawl error par click karke ‘not found’ select kare. Aapko niche ek url error ki list show hogi.
    4. Jisko fix karna ho us URL ko copy karle. Ab hume isko fix karna hai taki ye error dobara na aaye.
tags:

Blogger Blog Par 404 Page Not Found Ko Redirect Kaise Kare.

how to fix error 404 Blogger in Hindi.

what is error 404 in Hindi.
custom redirect error 404 (page not found) ko setup kaise kare.


blogger me error 404 ko redirect kaise kare
  •  Blogger Dashboard par login kare.

  • Setting choose kare aur aage ‘search Preferences’ par click kare.

  • An jo page open hoga usme se “Custom Redirects” ke samne edit par click kare.

  • Box me tik mark kare aur “From” ke samne aapne search console se jo URL copy kiya tha wo dalna hai. Yahan yaad rahe ki aapko apni post ka full url with domain nahi dalna hai sirf jo copy kiya tha ya post ke last wala url jo ho wo dalna hai.

  • To ke saamne aapko apna new url dalna hai ya jis post par isko redirect karna chahte ho wo daale. Yahan bhi same waise hi aapko date se piche ka url dalna hai. jaise 2019/5/youtubevideo.html

  • Ab permanent ke saamne tik mark kre aur save changes par click karke save kar de.
high quality backlinks kaise banaye

error 404 ko fix kaise kare

Phir se Search console ki site par jaye. Ab jis URL ko aapne redirect kar diya hai usko select kare. Uske baad ‘Mark as Fixed’ kar de. Ab aapka Url Error fix ho gya hai. Aapko aise hi ek ek krke sabhi ko fix karna hoga.

dosto I hope ke aapko url redirection or error 404 ke bare me puri jankari mil Gaya hai, post ko share kare.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

0 Comments:

Only Respectfully Comments Are Approved.