10 Big Mistakes For Every Internet Users In Hindi | Ye Galati Internet Par Kabhi Na Kare
Headlines
Loading...
10 Big Mistakes For Every Internet Users In Hindi | Ye Galati Internet Par Kabhi Na Kare

10 Big Mistakes For Every Internet Users In Hindi | Ye Galati Internet Par Kabhi Na Kare

Dosto Aaj ki is date me lagbhag sabhi Lok Internet ko use karte hai, chahe wo mobile phones, laptop ya computer se, lekin Kiya aap jante ho internet ki duniya me ek choti si Galati se Kiya ho sakta hai, to aiye sikhte hai Ke 10 aisi mistakes Jo Apko internet par nahi karni chahiye.

10 Big Mistakes For Every Internet Users In Hindi | Ye Galati Internet Par Kabhi Na Kare


10 Big Mistakes For Every Internet Users In Hindi


Yahan par unke bare me bare me baat karunga jinhe Internet Ke bare me ziyada knowledge nahi hai, Puri world wide web me sabse dhyan security ko let Kar Ke hai.
Expert ka kehna hai agar ye 10 mistakes ko follow karte ho to apki data bilkul hi safe rahega.

Ye 10 Galati Internet Par Kabhi Nahi Karna

  1. Jab aap koi bhi website visit karte ho to http or https ko dekhiye, agar http hai toh safe nahi hai. Https hoga toh us site ko use Kar sakte ho. Https me basically ek tale/lock Ke nishan dikhega.
    Website browsing karte samay https ko follow Kare, safe browsing

  2. Ye Facebook se related hai, apne Kabhi na kabhi dekha hoga Facebook me kuch post aate hai aur likha hota hai aap ki umar ho Jayega to Kaise dikhega ya koi free offer aur aap jakar click karke dekh lete ho, fir aapki complete information us app ya website developer Ke hath Chala jaata hai.
  3. Agar aap Google chrome ya kisi browser se adults content, videos watch karte ho to aapko information hack hone chances zaroor hai, isliye jab bhi aap is tarah ki website visit karenge to VPN ka istemal kare.
  4. Bahat se Lok ek hi user I'd or same password ko sabhi jagah pe use karte hai, aise me hacker Apko track Kar lega, yea Galati na kare.
  5. Agar aap apne device me internet banking jaisi personal work karte ho toh Two Factor Authentication service use karke secure Kar payenege aur zaroor kijiye.

Ye 10 Galati online internet ki duniya me Kabhi na kare isse apki Jo data information safe rahega.


6. Ye specially ladkiyon Ke liye Jo Kaam karte karte social par apne location live share Kar dete hai aise me agar aap par koi Nazar rakhe toh apke sath bura ho sakte hai, sabdhan ho Jaye.

Blogging me success Karne Ke Liye 10 different tips

Blogger ko AdSense approved Kaise kare?

Blogger me AdSense auto ads Kaise use Kare?


7. Android koi bhi device aap use karte ho to Google play store se hi application download kare, dusra Apk file use na kare aur kon sa apps Kiya permission use Kar rahe hai would check kare, agar Apko galat laga toh report Kar sakte hai.

Phone hack hone se Kaise Bache?

8. Koi Anjan human ko apna phone na de isse misuse ho sakta hai.


9. Kisi bhi place me free WiFi dekhe to use bilkul na kare isse aapka phone, computer hack Kiya ja sakte hai. Kyu ki aap lok jante ho Technology ki duniya me kuch bhi impossible nahi.


10. Last mistake ladka aur ladki dono Ke liye girlfriend Ke chakkar me online dating aur social media me bad photos upload Karne se Bache, iska misuse bhi modify karke Kiya ja Raha hai.


Conclusion: online mistakes every user in the internet


Dosto I hope Ke sabhi ko pata chal Gaya ye Galati Karne se Apki device hack ho sakte hai, Jahan Maine Puri tarike se bataya isko follow kijiye aur secure rahe.

      Thanks for visiting.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

0 Comments:

Only Respectfully Comments Are Approved.