AdSense
Online earnings
Tips in hindi
Google Adsense Ki CPC Kaise Badhaye?
Google AdSense online earnings ke world me no 1 advertisement network hai Kuch reason ke liye ads Ka Jo rate hai Jo price hai wo kam milte hai Kuch logo ko isliye aaj hum batayenge kaise aap apni CPC increase Kar sakte hai aur adsense ads ko kis tarike se use Karna Karna hai complete jankari aapko is post me miljayega chaliye aaj hum jante hai ke adsense ki CPC kaise badhaye iske bare me.
dosto ziyada tar Jo beginners hote hai unko pata Nahi Hoti hai ke hame ad unit Ka use Kahan Karni hai aur kon sa ads Kahan placement Karni hai isliye ads ka low CPC ho Jate hai aur earnings bahat kam ho Jate hai agar aap is article ko puri tarike se carefully read karte hai to 100% aap CPC increase hogi aur earnings bhi acchi hogi.
dosto ziyada tar Jo beginners hote hai unko pata Nahi Hoti hai ke hame ad unit Ka use Kahan Karni hai aur kon sa ads Kahan placement Karni hai isliye ads ka low CPC ho Jate hai aur earnings bahat kam ho Jate hai agar aap is article ko puri tarike se carefully read karte hai to 100% aap CPC increase hogi aur earnings bhi acchi hogi.
Google AdSense ads Ka CPC Kiya hai
dosto sabse pehle hum baat Karenge ke CPC kiya hota hai cpc Ka matlab hota hai cost per click matlab aapko ek click Ka kitna rupees dollar ke hisab se mil Raha hai manlijiye 1 click Ka CPC $0.05 mile hai to 3 click se $0.15 doller hoga isse ziyada bhi ho sakte hai kyon ki ye puri depend karta hai aapki CTR [cost through rate] ke upar kyon ke high CTR hone se earnings increase Hoti hai aur bahot high CTR Hona bhi achha Nahi kyon ke invalid click ke wajah se adsense account suspend ho sakte hai.
Google Adsense Ads Ki CPC Kaise Badhaye?
AdSense Ka CPC humari blog ke views time ,page rpm , CTR , post content aur best keywords par depend karta hai manlijiye apka blog me koi aata hai agar Aapke site me Acha user friendly content Hoga to Apke blog ko read karega isse CPC increase hota hai aur adsense se high CPC pane ke liye in step ko follow Karke earnings increase Kar sakte hai.
5 Powerful Tips To Increase Google Adsense CPC
- best post title content or keywords
dosto main Hamesa ek BAAT kehta hoon ke title aur content choose Karke likhe aur user ko lagna Chahiye ke genuine hai aur main hota hai keywords find Karke use kare aur ek post me 1000 keywords Ka use kare 1000 keywords use Karne ke baad aap 3 ads lagaye 500 keywords se 2 ads lagaye kyon ke 2 ad me bhi CPC high milega.
2. use enable Text and image ads
adsense Text and image ad ko enable kare aur responsive use kare isse earnings aur CPC increase Hoti hai Text and image ads ko use Karne se CPC 0.01 se 0.10 tak ho sakte hai.
3. don't use many ads
adsense ki policy ke hisab se aap blogger me 3 ads hi use Kar sakte hai agar aap 3 ads se ziyada use karenge to ads show Hoga lekin CPC low ho jayega.
4. custom channel Ka use kare
custom channel Ka use Karke bhi aap CPC badha sakte hai custom channel use Karne par AdSense Apke blog me high CPC wala ads show karte hai isse CPC increase Hoti hai.
5. useless click na kare
bahot log ye sochte hai ke adsense approve ho Gaya hai hum apni ad par click karke earnings Kar lenge lekin main batadena chahata hoon isse 2 Tarah ki problem hosakta hai ek to aapki account suspended Kar Diya Jayega aur dusra aapki CPC low ho jayega isliye accidentally or useless click na kare aapka Sara mehenat Bekar ho jayega.
Conclusion: Adsense CPC Increase In Hindi
post me ads first show karane ke liye sabse Acha hota hai responsive link ads isme loading time increase hota hai ads jaldi show karta hai isliye robots jab apki site ko crawl karte hai link ads ko high CPC keywords milta hai.
dosto ye tha adsense Ka CPC badhane ki Kuch important tips jisme MERI experience share ki hai taki Apke liye help ho agar aapko yea post helpful lage to isse share kare.
जवाब देंहटाएंI appreciate you for this blog. thanks a lot.
Placement Training in Chennai
Placement Training centres in Chennai
Placement Training in Anna Nagar
soft skills training in chennai
soft skills courses
Manual Testing Training in Chennai
JMeter Training in Chennai
Placement Training in Chennai