Blogger Me Post Ke Liye Apne Mobile Phone Se Quickly Articles Kaise Likhe?
Headlines
Loading...
Blogger Me Post Ke Liye Apne Mobile Phone Se Quickly Articles Kaise Likhe?

Blogger Me Post Ke Liye Apne Mobile Phone Se Quickly Articles Kaise Likhe?

Doston Today This Post Me I Want To Say Blogger Me Apne Mobile Phone Se Unique Articles quick I Mean Few Minutes Ke Under Kyu Kaise Likh Sakhenge Iske Bare Me.
Blogger Me Post Ke Liye Apne Mobile Se Quickly Articles Kaise Likhe? create articles only a smartphone, blog post writing guide

doston aajkal blogging Sabhi Karte Hain kuchh logon ke pass paise Hote Hain ab kuchh logon ke pass Nahin Hote lekin Sabhi log yahan paise Ke liye aate Hain per kuchh log fail hokar chale jaate Hain Kyunki unko pata hi nahin Hote Hain artical kaise likhate hain is Tarah Se keyword poren karana chahie title description tags kis tarike se use karna hai doston mein Hamesha yah apne phone ko hi use karta hun post ke liye ek mere paas Koi desktop Nahin Hai Koi laptop Nahin Hai Koi MacBook Bhi Nahin Hai, is field Mein aisa Nahin Hai kuchh post publish kar diye aur aasan se bahut Sare paisa kamaya. beginning mein Google AdSense approval to bahot Lok ko mil chuka hai lekin unki earnings bilkul zero hai tumhen difficult main aapko bata raha hun to phone se bhi blogging possible hai Tarah ki abhi app nikal chuki hai.


how to write beautiful article on your smartphone?

doston aise mein jo badi badi bloggers Hote Hain yah log Apne desktop se article likhate Hain aur post ko published Karte Hain, computer jo hai aur bade hi aasani ke sath har kam ho jata hai, Kyunki vahan per alag se software aate Hain acha, lekin phone se bahut hi difficult ho jata hai ek behtarin post likhna, koshish karne se koi bhi kam chhota Nahin Hota har kam aasan ho jata hai lekin jo beginners Hote Hain vah log thoda pareshan Ho jaate Kyunki unko ek artical likhane ke liye takrir ek se do ghanta lag jaate Hain time to waste hoti hai article bhi utna achcha Nahin Hota dekhiae sabse pahle blogging karne ke liye aapke paas thoda bahut knowledge Hona chahie article friendly article kaise likhna hai Uske bare mein Janna padega agar aap Chahte Hain Ki ek beautiful SEO optimised article kaise likhe to aap upar click Karke use link per jakar usko read kar sakte hain.

Post Ke Liye Apne Mobile Se Quickly Articles Kaise Likhe?


theek vaise hi aapko android mobile per bhi aapko bahut popular kuchh applications mil jaenge jiski madad se aap quickly article likh sakte hain inmein se best ek hi app hai Jin ka naam hai hi Google docs matlab Ki documents usko aap use karke bahut hi aasani se ek unique article likh sakte hain, to aaiae jante Hain usko aap use kaise karenge.


  • sabse pehle play store me Jaye aur search kare Google docs app.
  • upar me aajayega usse install kare.
  • aapko agar muskil lage toh me niche download link de raha hoon wahan click Karke download kare.
  • open Kare or login Kar le.
  • untitled document par click kare.
  • ab aap Jis keywords or topic ke bare me post likhna Chahte hai likhe.
  1. ye application ki kahi khaas baat hai isme aapko jyada mehenat Karne ki jarurat Nahi padega, baas sirf voice ke icon me click kijiye aur Jo bhi aap bolenge Uske text aapke samne show hote rehega.
  2. yahan pe second Jo great features milte hai word counting Karne Ka dusre apps me dekhne ko Nahi milega, isse asaan hote hate hai writing, pata Kar payenge aap kitne words or keywords ki title description meta tags likhe ho.

android phone se SEO friendly article likhne ke Kuch behtarin tarike

docs app me Puri post ko likhane ke baad kaise ho aap aap article ko SEO optimisation Karenge Uske bare mein niche kuchh Jankari aapko dene wala hoon, yahan title description aur Parmalink ke liye bataunga.

Title: post ki title Hamesha 42 se 70 total characters  Ka use kare.

description: search engine optimization me sabse jyada maine deta hai, Kyu ki Jo keywords ko aap description me use karenge usi keyword koi Karta hai toh apki blog top me rank karega, isko 160 characters ke hi likhe.

permalink: ye behad Jaruri hota hai, URL of the page, Hamesha chota Karne ki koshis kijiye. sirf main keywords Ka hi use kare, 65 characters limitations Hota Hai, isse short link kare.
AdSense ads ki CPC kaise increase kare.

isse bhi padhe:  Puri on-page SEO ki jankari yahan par hai.

Final words - Write Articles using Phone only

I hope ke aap ko pata chal gaya Hoga Ki aap apne Android smartphone se beautiful unique article kaise likh sakte hain bahut hi aasan tarike se online aapko bahut sari chijen bataiye jaati Hai Jo kuchh To Sahi Hote yaar kuchh galat age off tricks maine aapko bataya hai yah aapke liye bahut hi helpful hone wala hai agar is post se related koi bhi sawal hai sujhav ho to aap niche comment Karke poochh sakte hain thanks for visit guys and bye bye.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

0 Comments:

Only Respectfully Comments Are Approved.