Custom Permalink Kiya Hai Kaise Banaye?
Headlines
Loading...
agar apne Blogger.com par blog create Kiya hai toh Permalink Ke Bare Me Jankari Hone Chahiye, ye seo topic hota hai blog ko search ingine me top page par lane Ka, jyada tar log blog create karte hai Apne income ke liye, Kuch log eisa hai Jo passion ke liye article likhte hai, aj ki is post me apko step by step guide karunga custom Parmalink use Karne ke bare me, Kuch bloggers aisa hote hai jinke paas Information bilkul Nahi hoti hai, article likhte hai.
blogger me custom Permalink kaise set kare, Custom Permalink Kiya Hai,  permalink kaise banaye blogger me
how to Create custom Parmalink In Hindi

aapki blog/website chahe kisi bhi platform par ho jaise wordpress joomla weebly GoDaddy ya blogger me, blog create Karne ke baad sabse pehla kaam hote hai uski basic settings karna aur post ko public kaise kare Uske bare me completely jankari gain Karna, seo ke bare me janna, backlinks kaise banaye aur complete article kaise likhe ye jankari apke paas hone Chahiye tabhi aap ki blog search engine ke top results me (rank) show hoga, apka page views increase Hoga aur income bhi badhega.

Custom Permalink Kiya Hai

custom Parmalink use karne Ka profit Kiya hai. agar aap ek blogger hai , to aapko on page seo ke bare me pata hoga, custom Parmalink Ka upayog Karna on page SEO Ka ek part hota hai, agar Apne post ko SEO friendly aur user friendly public Karna chahte hai toh apko custom parmalink Ka use Karna jaruri hai, custom parmalink ko use Karke blog post ko search engine friendly bana sakte hai.

blogger blog me 2 options hota hai Parmalink use ke liye, ek automatically, dusra custom parmalink, automatically Parmalink Ka matlab jab bhi aap ek new post likhte hai, title me Jo keywords type karte hai us keywords ko blogger automatically Parmalink me le lete hai, custom permalink Ka matlab Jo top focus keywords aap choose Karke use karte hai.

Blogger Me Custom Parmalink kaise Banaye 

Mujhe Lagta hai ke aap achhe se samajh Gaye honge custom Parmalink Kiya hai aur kyon use Karna Chahiye, ab me apko ye bataunga custom parmalink kaise use Karna hai. is article ko puri end tak padhe kyon Ki mainly Jo aapka url honewala hai wo apko settings karna hai, blogger me best SEO Parmalink hota hai, custom Parmalink use Karne se aap un focus keywords ko use kare Jo high lebel Ka ho, aapka Title long Hona chahiye lekin parmalink chota keywords Hona chahiye, search engine me jab koi keywords search karte hai to Parmalink ke hisab se show karta hai.



Follow This Simple Steps To Create Your Permalink

  1. blogger dashboard me jaye,
  2. new post me click kare,
  3. post title aur article likhe,
  4. right side me click kare,
  5. parmalink option choose kare,
  6. automatic Hoga custom Parmalink me click kare,
  7. Apne hisab se top focus keywords choose Karke add kare,
  8. Parmalink me space Nahi Hona chahiye Dash Ka use Kare.
  9. 65 Words Ke Under Me Use Karne Se User friendly URL Create Hote Hai.
  10. permalink perfect aisa Hona chahiye.
For example: https://www.yoururl.com/focus-keyword.html

parmalink Hamesa choti keywords aur high level top keywords me Hona chahiye, main ek sample de Raha hoon automatic Parmalink aur custom Permalink Ka.
for example:
automatic Parmalink - https://www.yoururl.com/blogger-me-custom-parmalink-kaise-use-kare.html
custom parmalink 
https://www.yoururl.com/use-custom-parmalink-blogger.html .

Permalink Me Ye Galati Na Kare

note: agar aap custom Parmalink Ka use Karna chahte hai ye galti (mistakes) Kabhi na kare, Kisi bhi post ko edit Karne ke baad uska Parmalink change na kare, 404 not found error ajayega, Parmalink use karne ke samay 0-1 aur a-z keywords use na kare, in guidelines ko follow Karke Apne blog website ki profit and traffic badhaye.

Conclusion: Custom Permalink Blogger In Hindi


ASHA karta hoon custom parmalink ke bare me ye post apko achha laga hoga, agar aapko achha lage to share kare aur subscribe kare aur comment jarur kare, achha comment aane se bahot Khushi milte hai Bhai.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

4 टिप्‍पणियां

  1. Thanks for sharing Information to us. If someone wants to know about SEO Company and Web design Company I think this is the right place for you!
    SEO Company in Coimbatore | Digital marketing company coimbatore | web designer in coimbatore

    जवाब देंहटाएं
  2. My personal experience with this website is this a wonderful blog and the information provided is very valid and you can check it out.
    seo company in coimbatore

    जवाब देंहटाएं
  3. I have recently came across this blog and this is totally amazing . I really found it very useful and a very cool blog spot.I highly recommend this blog for all of you.Please check it out for your futher understanding.
    seo company in coimbatore
    best seo companies in coimbatore

    जवाब देंहटाएं

Only Respectfully Comments Are Approved.