Off-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare? Off-Page Optimization In Hindi
Headlines
Loading...
Off-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare? Off-Page Optimization In Hindi

Off-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare? Off-Page Optimization In Hindi


dosto swagat hai aap sabhi ko hamare BloggerSeoHindi blog me, Aaj main aap logoko bataunga off-page SEO Kiya hai kyun or kaise optimization karte hai iske bare me, ajke esi digital Yug me har koi blogger banne ki Kosish karte hai, toh mere hisab se Blogging me competition badh Gaye hai, aise me apko completely SEO ke bare me janna padhega.
 
off page SEO in Hindi, off page seo Kiya Hai, off page SEO ki Puri jankari

Blogging me apko completely SEO ke ke bare properly tricks pata Hona jaruri hai, tab hi aapka blog search engine me rank karega, aur apko Fayda Hoga, bahat log ye sochte hai Blogging ek Ashan tarika hai, lekin mein apko batadu ye simple Nahi hai is me bahot time spend Karna padhta hai, ajke article me hum BAAT karenge off page SEO Kiya hota hai iske bare me.

Off-Page Seo Kiya Hai

off page SEO Ka bhi behadh jaruri hota hai Blogging me, isme article ko rank Karana hote hai outside dusra website social media community ke madat se, pehle aata hai on page SEO, next hota hai off page SEO, off page SEO Kiya hai or optimization kaise kare iske bare jankari pane ke liye hamare sath rahe aur is article ko puri Tarah se read kare, agar apko pata Nahi on page seo ke bare me toh aap upar click kare usko pehle padhe.
Off page SEO Ka matlab hai aap Apne blog/website me touch na Karke visitor kahan se pate hai, kehne Ka matlab hai kon kon sites aapko refer Kar Raha hai, chahe wo social media ho sakte hai ya aur ko big website ho sakte hai, off page seo Ka matlab kis kis sites ke sath aapka blog/website Linked hai, jahan se apki site par traffic araha hai, main BAAT ye hai external links use Karna hota hai jisse backlinks Kahan jata hai, agar aapko pata Nahi hai backlinks Kiya hote hai yahan click Karke ekbar jarur read kare.


Off-page Seo Optimization Kaise Kare ?

ab BAAT hai ke off page SEO optimization Karne ke liye Kiya Kiya Karna hai, jisse aap parfect SEO optimization Kar sakte hai, iske liye mein apko Kuch steps bataunga jisko follow Karke aap Apne blog ko SEO friendly optimize Kar sakte ho, niche diye gaye method ko follow kare.

  1. Submit Sitemap: sitemap create Karke site me submit Karna off page SEO Ka phehli part hai|
  2. promotion: Apne site ki URL ko aap kaise promote karte hai ye depend karta hai, chahe ap social me ya Google AdWords ki Facebook ki advertisement use Karke bhi Apne blog ko promote Kar sakte ho|
  3.  SEO friendly article: likhna bhi iska best part hote hai, iske liye ek post me apko bataunga ke SEO friendly parfect article kaise likhe|
  4. regular updates : Apne blog ko regularly update kare, search engine hame new aur updated URL ko top  search results me show karte hai.
  5. comment links: badi badi blog ya website me comment Karna bhi SEO Ka ek part hai. isse aapko search engine ki taraf se dofollow backlinks milte hai, apki blog ranking increase hota hai.

off page Seo Kyu Karna Hai?  important guide

Off-page seo optimization ke sath aap jitna chahe backlinks create kare, Kisi bhi website ko visit karte hai toh ek comments jarur kare, isse backlinks achha hota hai, apka blog 100% search engine me rank karega.

comment me Jo link aap add karte hai us links URL ko robots crawl Karke add karlega, isse robots pata chalte hai ye Banda blogging platform me hai, aur apko traffic jyada milega.

Conclusion: Off-page Seo In Hindi


dosto I hope ke off page seo ke bare me Hindi Me ye post helpful laga hoga, agar apko achha lage to share kare & koi sawal ho to comment kare.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

4 टिप्‍पणियां

  1. Thanks for sharing this content. I have a job website which provides latest govt jobs to my users. I just have 152 backlinks and have 4 DR and 14 PR. I just want to know how I find backlinks for my niche website. Whenever I searched for my niche website, all the website do not have comment option. Will you please help me regarding this issue. If you want to know more about my website then just click here…

    जवाब देंहटाएं
  2. On the off chance that one's business doesn't have SEO Internet advertising methodologies, the person in question will require help from SEO specialists.Group Buy SEO Tools

    जवाब देंहटाएं

Only Respectfully Comments Are Approved.