On-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare | On-site Optimization In Hindi
Headlines
Loading...
On-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare | On-site Optimization In Hindi

On-Page Seo Kiya Hai Aur Kaise Kare | On-site Optimization In Hindi

hello friends agar aap ek blogger ho aur apki blog me traffic kam a raha hai, reason ye ho sakte hai ke Apne on page seo optimization Sahi Tarike Se Nahi Kiya hai, Blogging me aap search engine optimization kitna bhi karlijiye, backlinks bhi banaye.
on-page SEO Kiya hai kyu aur kaise optimization kare, on page SEO ki Puri jankari
 fir bhi aapko traffic Nahi milega, on page SEO ko follow Nahi Kiya toh, is post me mein apko on page SEO topic ke bare me puri jankari dene wala hoon, isliye is article ko end tak parfect read kare.spearch ingine optimization me two methods hote hai, ek on page SEO aur dusra off page SEO, on page seo me - keywords research Karna, post title, SEO friendly article likhna, ek beautifully meta description likhna hote hai, off page SEO me - link building, blog looks, user friendly design Karna hote hai, on page seo blogger blog me kaise use kare janne ke liye mere sath rahe.

On Page Seo Kiya Hai ?

on page seo: me sabse important hota hai keywords research karna, keywords ko Sahi jagah par use Karna, keywords research Karne se apko us keywords ke bare me puri information mil Jate hai, jis keywords ko aap blog me use Karna chahte hai, keywords ranking country ke hisab se choose kare, aap kon sa desh me Apne blog ko rank karana chahte hai usse select karke keywords select kare, keywords Ka trend check kare, keywords Ka CPC value check kare, keywords Ka competition check kare Uske baad use kare blog me.

keyword's research Karne ke time title me un keywords ko select kare jiska CPC value aur search traffic kam hai, agar trending keywords ko use karenge to apko bilkul ranking Nahi Hoga kyon ke already bahot bade bade bloggers us keywords ko use Kar chuke hai aur isliye wo keywords trending par Aya hai, isliye apko Hamesa us keywords ko choose Karna hai jiska bahot kam use hua hai, isse blog ko search engine ke top results me aane Ka chances badh Jate hai.

on page SEO keyword research Karne ke liye in tools ko use kare.


  1. Google keyword planner (free).
  2. toolfest (free).
  3. SEMrush (paid).
  4. Ahrefs (paid).
  5. keywordtool.io (paid).
use long keywords
apko long keywords use Karni Chahiye title tags me, longtail keywords Ka matlab hai title tags me minimum 10 se 12 keywords use Karna hota hai, kyon ke 3 se 4 keywords use Karne se wo short keywords hote hai Jo already used hote hai, iska use Karne se aap Kabhi blog ko rank Nahi Kara sakte hai.

for example:
long tail keywords - on page SEO optimization kaise kare - full guide|
short keywords - on page SEO Kiya hai (already used)|

On-Page Title Optimization Kaise Kare 

on page SEO me title ko parfect SEO optimized Karna padhta hai, title ko SEO friendly banane ke liye Kuch important tips niche de Raha hoon, carefully read kare.

length words: ek title keywords Ka length 70 words Ka ya fir isse kam hoti hai.
target keywords use: target keywords use Karna Chahiye title me, user ko samajme aane ke liye best or top keywords Ka use kare.
best keywords: best keywords Ka matlab how to, top, most, important, tips, genuine, Best, Powerful, Guide hote hai.
content friendly: content friendly article likhe Topics ke hisab se.
don't repeat keyword: title me same keywords ko 2 Bar repeat na kare.

Use Friendly Permalink For On-Site Seo

SEO friendly Permalink use Karna bhi on page SEO Ka Hissa hai agar aapko pata Nahi hai SEO friendly url kaise use kare toh SEO tips par Jake article ko padhe.

use best meta description

best meta description: Ka matlab hai ek SEO friendly description jahan aapko ek Sundar SA description likhna hai.
description length: meta description me 2 paragraph Hona chahiye, par paragraph me 150 keywords matlab 2 paragraph me 300 keywords hone se best meta description kehlata hai.

Conclusion: On-Page Seo In Hindi


ASHA karta hoon on page SEO ke bare me ye jankari aapke liye helpful Hoga, agar aapko ye jankari achha lage to is post ko share kare aur koi sawal ho toh comment Kar sakte hai.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

1 टिप्पणी

Only Respectfully Comments Are Approved.