Internal Linking Kiya Hai Kyu Aur Kaise Use Kare? Internal link Blogger In Hindi
Headlines
Loading...
Internal Linking Kiya Hai Kyu Aur Kaise Use Kare? Internal link Blogger In Hindi

Internal Linking Kiya Hai Kyu Aur Kaise Use Kare? Internal link Blogger In Hindi

Dosto aaj ki is post me aap log ko sikhaunga link building Seo ke bare me Jo ki Blogger internal linking ke bare me ye Kiya hai Kyu aur kaise karte hai, yea article me Hindi me Sahi tarike se auto links build Karne ki Puri jankari Milne wale hai so is post ko complete read jarur kare, search engine optimization ke liye aur traffic ke liye bhi linked rakhne ho.
Internal Linking Kiya Hai Kyu Aur Kaise Use Kare, what is interlinking in Hindi
image source = masterBlogging by Ankit singla

 ye ek education hai isse apko profit bilkul  Hoga, dekhiye yaar har kisiko ye chiz sikhne ki jaruri hai, Jo bilkul Blogging field me Naya Aaye hai, tab hi apko faida Hoga aur Apne career me success milega, toh chaliye suru karte hai.

Internal Linking Kiya hai?

Internal link building Ka matlab hote hai ek page ko dusre pages ke sath connect karna Mera matlab Post ko other post se link Karne Ka naam hai internal linking.
 iska bahat sare fayade hote hai jinke bare me aage pata chal Jayega, focus keywords ko use kare, waise to Maine isse pehele bhi Kuch article Likh chuka hoon aur bataya bhi hoo Blogger banne ke liye SEO friendly high ranking unique post likhna aur link building Karna SEO ke 2nd part hai or important bhi hai ranking ke liye.

internal link apna dum par bante hai isse apki sites ki indexing level increase Hoti hai search engine me, agar aap SEO ke bare me Nahi jante ho toh upar click kare aur padhe, Kyu ki ye on-page SEO Ka chapter hai. Apne hi post ke under me Jo link create karte ho anchor text me sath wo hi internal link kehlata hai. isse Backlink bante hai. crawling speed or bounce rate increase hote hai. links juice.

Blogger Me Ek Url Ke Sath Dusri Post Ko Link Kaise Kare?

Jaise ki Aap sabhi jante ho pichle post me hum Permalink URL Ke  bare baat Kiya tha, abhi BAAT Karenge Blogspot/Blogger me internal link kaise dale is topic par, so guys this steps ko follow kare.


  1. Blogger dashboard me Jaye or log in kare.
  2. Post likhne samay ya jin post me internal link use Karna Chahte hai usse edit kare. 
  3. upar me aapko bahat sari icon dikhega wahan pe link par click kare.
  4. link par click Karne ke baad is Tarah ki Kuch interface dekhne ko milega.

internal link using Blogger, blogspot me Internel Link Kaise Kare, blogger post Ko dusri post se link Kaise Kare

text to display me apne post Ka  title keywords dale aur web address me ussi post Ka URL/permalink paste Kar dijiye, niche open this link a new window ko Tick mark Karke Apply par click kare. that's all.

important guide: ye Dofollow link hua, agar aap Kisi bhi article ko chahe no-follow tags de sakte hai Iske liye below diye huye add 'rel=nofollow' attribute ko right Mark Kar dena hai.


internal links use Karne ki 6 fayde|

internal link ki madat se Jo benefits milte hai Uske liye thoda SA tips de Raha hoon aapko samajhne me ashani Hoga.


1. reduce bounce rate|

internal links jitni zyada use Karenge utna hi better apki site ki bounce rate rahegi, kyon ke isse ekbar visitors aane ke baad dusre information ko follow Karega aur usko bhi padhega.
Hoga ya 2 minutes ke Jagah me 3 minutes se zyada samay blog ki miljayega, Aise hi bounce rate Kam hote Jayega, Google ke anusar har website ki bounce rate limit 70 hai, Google analytics me Jaye or check Karke dekhiye.


2. crawling and indexing better.

interlinking se Google ke crawler apke page par AATA hai aur jyaldi index Kar lete hai. apko alag se search console me ja Karke index Karwa ne ki zarurat Nahi hogi,

for example: Mera is article Puri tarike se dekhiye apko red or blue colour me Jo text dikhega wo sab internal links hai.

3. improve old page rank.

isse apki Purana Jo articles hai ranking hone Ka chances badh jate hai.

4. get unlimited traffic.

isse bahat hi badiya traffic gain Kar sakte hai, ye traffic search engine ke organic valuable page views Hoga.

5. target keywords for search results.

Hamesha inter links targeting keyword par create kare, jis particular keywords ko rank karana hai usse hi type kare anchor text me.

for example: 
<a href="https://www.yoururl.com/permalink" target="_blank">enter your targeted keywords</a>

6. popularity gain kare.

last option ke bare me batana chahunga  high DA wala website Jo popular of the world Hoga, koi hig quality popular blog/websites apko mil Jaye Jahan already lakho crore lok ne backlinks create kiye huye hai wahan link jarur create kare wo linking value bahat dega, kyu Ke ussi link Se apki site me organic Traffic refer Hoga. 
Aur Jo site Se traffic ziyada ayega wo quality links mana jata hai search engine rules ki Nazar me.  jaise ki Wikipedia.org me jake Backlink banaye me suggest for all of you.

conclusion: Internel Linking Blogger In Hindi

dosto I hope ke apko internal link use Karne Wale related Puri jankari milgaya Hoga fir agar koi questions ho to comment jarur kare, next post me bataunga ke automatic interlinking kaise use ki Kati hai Uske bare me, mere sath join rehne ke liye BloggerSeoHindi Facebook page ko follow Kar sakte hai.

I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

0 Comments:

Only Respectfully Comments Are Approved.