Data Highlighter क्या है Kyu और कैसे Use करे - Google Search Console
Headlines
Loading...
Data Highlighter क्या है Kyu और कैसे Use करे - Google Search Console

Data Highlighter क्या है Kyu और कैसे Use करे - Google Search Console

hello friends swagat hai aap sabhi ko hamare blog me, Today main aap logo batane wala hun Google Search Console data highlighter क्या है Kyu और कैसे Use करे Iske Fayde Aur Important Guide Hindi Me.
Data Highlighter Kiya Hai, Google Search Console, data Highlighter kaise use kare, data Highlighter benefits Kiya hai, what is data highlighter in Hindi


search console data highlighter bhi blogger/website ke search engine optimization ke liye most important hote hai isme Kiya Fayde hota ho Google search console data highlighter bhi blogger ke search engine optimization ke liye most important hota hai isme Kiya benifit hota hota hai aur ye kaise hota hai ye janne ke liye is post ko carefully read kare kyon ke Aaj hum data highlighter topic ke upar full details me jankari dene wale hai.

Data Highlighter Use करने की फ़ायदे किया है

data highlighter use Karne ki do Tarah ki profit hota hai ek to isse search ingine ko apne site ka Permalink, Category, Title, Description, Author, Image URL Aur Published Date samajne me easy ho jata hai, ke aapka blog me Kiya hai Yahan pe articles media bagera ho sakte hai aur apna indexed URL ko highlight kar sakte hai isse aapka post search engine me zaldi dikhega matlab rank karega aur stractured data option mil jata hai isse agar koi post me error aata ho usko aap fix Kar sakte hai, ye Sitemap Ko follow karke Apki Seo Friendly Post Aur Jiyada Valuable Bana Deta hai.

data highlighter  kaise use kare

data highlighter use kaise kare iske baare me acche se padhe Uske baad hi use kare data highlighter use Karne ke Google search console webmaster tool par jaye search appearance me click kare data highlighter pe click kare aur ek page Ka url enter kare.
  1. first option me articles select kare.
  2. second option me tag this page and other like it ko select kare.
  3. start highlighting par click Kar dijiye.
ab ek popup window open Hoga yahan right side me article show Hoga aur left side me aapka page Uske baad aap title ko select karke title kar dijiye right side me all title aajayega is Tarah se author select kare author kardijiye published date select kare date ajayega image ko select kare image ajayega categories ko select kare category ajayega aur create page set par click kare.

is Tarah se five articles ko same prosses me karte Jana hai aur Karne ke baad  hi create page set par click Karna hai.
  • ab customize ko select kare.
  • kitna page ko highlight Karna hai wo select kare jaise 100 pages.
  • create ability page par click kare.
  • Uske baad publish par click kare.
  • publish anyway par click kare.
congratulations apka page URL highlight ho chuke hai apne sahi tarike se content ko indexable kiya ho, ab is site par jitne bhi articles Publish Hoga  automatically Add ho jayega.

Data Highlighter Kiya Hai - Important Guide

data highlighter ko thik tarika se use Karna Chahiye Nahi to error ho sakte hai data highlighter ko best tarike se use Karne par apka blogger blog 100% rank karega ek Baar highlight Karne se ye automatically aage Ka page ko highlight karega.
yea jankari unke liye helpful ho sakte hai Jo Blogging me beginners hai main seo Ka har BAAT step by step bataunga kyon main Chahta hoon ke online earnings ke platform me har koi online se paise kamaye isse Mujhe Khushi milti hai to chaliye search console data highlighter Kiya hota hai aur iska use kaise karte jante hai.
  • Conclusion: Data Highlighter In Hindi


    dear friends I hope ke data highlighter Kiya hai or kaise use karte hai ye jankari apko milgaya hoga agar aapko yea post helpful lage to isse facebook jaise social media me share kare aur Email button allow Karke is Bloggerseohindi site ko subscribe kar Sakte Ho Kyu Ke Main Hamesha Blogging, Seo, Digital Marketing Se Related Posts Likhta Reheta Hoon.
  • I am a part time Blogger, this is my new website, Blogging, Seo, Google AdSense, Digital Marketing related genuinely article Published everyday Join Telegram Or Follow Us Social ������

    1 टिप्पणी

    Only Respectfully Comments Are Approved.